Jise Dil Mein Basana Chaha Tha Lyrics - Ada (1951)

M Prajapat
0

Jise Dil Mein Basana Chaha Tha Lyrics - Talat Mahmood

Song Details:-
Song: Jise Dil Mein Basana Chaha Tha
Movie : Ada (1951)
Singer: Talat Mahmood
Lyricist: Behzad Lucknavi
Music: Madan Mohan
Director: Devendra Goel
Cast: Shekhar, Rehana, Gope, Mohana 
Music Label: Saregama

Jise Dil Mein Basana Chaha Tha (जिसे दिल में बसाना चाहा था) Lyrics in Hindi -

जिसे दिल में बसाना चाहा था
उसे दिल में अपने बसा न सके
और अब ये तमन्ना है दिल की
हमें याद भी कुछ भी आ न सके

धोखा ये तेरा कब तक चलता
जो हाल था आखिर खुल के रहा
जो हाल था आखिर खुल के रहा
दिल टूट गया अच्छा ही हुआ
हम और तो ठोकर खा न सके
जिसे दिल में बसाना चाहा था
उसे दिल में अपने बसा न सके

अब और नहीं उलझन कोई
एक टीस अभी तक बाकी है
एक टीस अभी तक बाकी है
क्यों गैर को हम अपना समझे
इस ग़म को दिल से भुला न सके
जिसे दिल में बसाना चाहा था
उसे दिल में अपने बसा न सके
और अब ये तमन्ना है दिल की
हमें याद भी कुछ भी आ न सके।

Jise Dil Mein Basana Chaha Tha (जिसे दिल में बसाना चाहा था) Lyrics -

Jise dil mein basana chaha tha
Usse dil mein apne basa na sakey
Aur ab ye tamanna hai dil ki
Hamein yaad bhi kuchh bhi aa na sakey

Dhokha yeh tera kab tak chalta
Jo haal tha aakhir khul ke raha
Jo haal tha aakhir khul ke raha
Dil toot gaya achha hi hua
Hum aur to thokar kha na sakey
Jise dil mein basana chaha tha
Usse dil mein apne basa na sakey

Ab aur nahin uljhan koi
Ek tees abhi tak baaki hai
Ek tees abhi tak baaki hai
Kyun gair ko hum apna samjhe
Is gham ko dil se bhula na sake
Jise dil mein basana chaha tha
Usse dil mein apne basa na sakey
Aur ab ye tamanna hai dil ki
Hamein yaad bhi kuchh bhi aa na sakey

Audio: Jise Dil Mein Basana | Ada 1951 | Talat Mahmood


Post a Comment

0Comments

Post your feedback in Comment box...

Post a Comment (0)

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Check Now
Ok, Go it!